Part 12
Pichhle kuch mahino main meri life main kaafi changes aa gaye pahele main ek mard tha aur kisi ka husband tha ab main ek aurat hu aur kisi ki wife ban gayi hu.
Next month ki 1st date ko sejal aur main meri office gaye sejal ne ek business suit pahen rakha tha aur maine normal formal shirt pant pahena hua tha.
Hum office pahuche muje aur Sejal ko saath main dekh kar meri staff hame welcome karne aayi.maine un dono ko bola aaj se iss company ki malkin Sejal hai aur wo aaj se saare faisale wohi legi.dono staff hairani se muje dekh rahi thi.
EK ladki ne pucha sir madam ko toh business k baare main pata nai hai toh wo kaise sambhalegi aur aap kaha Jaa rahe ho ??
Muje pata tha yeh question aayega par main uska kya answer deta ab kaise bata deta unhe ki main ab boss se secretary ban gayi hu.mere muh se kuch word nikal nai rahe the aur wo sejal samaj gayi aur ussne bola main batati hu ,
Fir sejal boli yeh baat sach hai ki muje business ki koi samaj nai hai par main iss business ko aur aage leke jaaoungi .aur rahi baat tumhare boss ki toh baat aisi hai ki wo issi office main meri secretary ban k muje kaam sikhane wale hai.
Yeh bolte hi mera chahera sharm se laal ho gaya aur main face niche kar k khadi rahi.
Mere jaisi halat wo dono ladkiyo ki thi wo bhi hairani se dekh rahe the fir pucha secretary???
Sejal ne bola haa secretary aur wo bhi saree main kyuki aap k boss ab mere husband nai hai wo meri wife ban gaye hai aur unke legal paper mere pass hai.
Aisa bolte hi jaise dusra bomb mujpe gira,
Yeh sunte hi dono ladkiya hasne lagi wife hai yeh achanak kaise hua fir achanak yaad aaya aur wo boli hamne wo din earring pahene hue dekha tabhi se sir wife bane hue hai kya ?
Sejal ne bola haa ussi din se tumhare sir wife bane hue hai aur abhi se wo daily saree main aayenge meri secretary ban k aur muje office ka kaam bhi sikhayenge.
Aaj se yeh tumhare boss nai hai toh tum usse Mansi keh kar bulaoge aur muje madam keh kar bulaoge samji??
Dono ladkiya ne bola thik hai madam jaisa aap kahe .fir mansi ne muje meri cabin dikhayi aur main apni chair par baith gayi aur mansi ne muje kuch kuch cheez sikhayi.
Office k ghar aane k baad maine change Kiya aur fir khana banana chalu kiya khana banake hum donon khana khane baithe toh sejal ne bola kal se tum Ghar ka kaam khatam kar k office chali jaana main aaram se aaoungi aur muje wo sab report ready chahiye .
Maine kaha ji patidev jo aagya aap ne muje pahele husband se wife banaya aur ab boss se secretary bana diya aur ab kya banana baaki hai?sejal ne haste hue kaha aage aage dekho hota hai kya.
Fir hum dono so Gaye subah jaldi uth k maine Ghar k saree aam khatam kiye fir maine sejal se pucha konsi saree pahenu main office main??sejal ne bola red colour ki saree paheno aur Haan wo naye blouse aaye hai wo pahenna wo uska maching hai.
Maine Red colour ki saree paheni uske baad dono haatho main chudiya paheni aur pairo main payal paheni sejal ne mere haatho main fake nails laga diye uske baad badi earring pahena di aur ek nosering fir thoda makeup kiya aur lipstick lagayi fir 3 ench wali sandal paheni aur ek ladies hand bag liya aur main office k liye chali gayi.
Jaise main office pahuchi wo dono ladkiya muje ghur rahi thi usse nai pata tha main kon hu toh undono ne pucha aap kon ho??
Maine bola main mansi hu sejal ma'am ki secretary.
Yeh sunte hi dono k muh khule k khule reh gaye sir aap hame toh yakeen nai hota aap itne khubsurat lag rahi ho.aur yeh mangalsutra bahut mast lag raha hai.maine kaha ab main boss nai hu mera naam mansi hai aur main bhi aap k jaise yaha job karti hu toh kabhi muje boss mat bolna .
Chalo ab kaam par lago bahut kaam hai abhi madam aati hi hogi.aur hum teeno kaam pe la gaye.
To be cont...
Discussion (3)
Keep going, it's interesting
Loving this
Thank you