Family · Hindi

How I become the maid

Completed | Part 9 of 11 | 4 Likes

Part 9

Part 9

Ab mera routine ho gaya tha maid k jaisa roz din main apne ghar main maid k jaise kaam karo aur fir raat main surekha k waha sone jaao aur subha uske ghar ki safai aur uske kapade dhone k baad apne ghar main aao.sab kaam khatam kar k meri office ka kaam karo.dhire dhire main ekdum aurat jaisa ban gaya tha ab saree meri aadat si ho gayi thi.
Ek din sejal madam ne muje apne bedroom main bulaya main kitne din k baad apne bedroom main gayi jaise main pahuchi sejal madam apne cupboard k pass thi aur boli tumne mere konse konse kapade pahene the wo sab nikalo maine unko taraf dekha aur maine jo jo kapade try kiye the sab nikal diye yaha tak unke lingrie set bhi nikal diye.
Sejal madam ne bola yeh sab kapade ab tum le jaao main maid k pahene hue kapade nai pahenungi iss liye yeh sab uthao aur sab le jaao fir unhone mera wala cupboard khola aur bola yeh muje khali chahiye ab yeh kapade pahenane wala koi nai hai toh ise pack karo aur kahi daan main de do mine kal bahut cheez mangwayi hai iss liye muje yeh cupboard khali chahiye.

Mere pass koi option nai tha khali karne k alawa maine mere saare kapade ek bag main bhar diye aur cupboard khali kar diya.sejal madam ne bola yeh bag rahene do main isse kisi social worker ko de dungi jo isse jarurat wale ko baat denge tum jaao Ghar k kaam patao. Maine kuch nai bola aur ghar k kaam karne lagi.

Roz dupahar ko surekha madam sejal madam ko Milne aati thi aur Sejal madam muje uske liye paani leke aane ko bolti thi aur muje na chahate hue surekha madam ko paani dena padta tha aur wo sofe pe baithati thi aur main apne ghar main zameen pe ya kitchen main baith k kaam karti thi.
Dupahar ko kabhi kabhi dono bedroom main AC main baithate the aur muje AC main baithne ko permission nai thi.surekha sham ko fir bahar aati aur muje order deti chai banane ko aur main chai banati aur Sejal madam aur surekha madam ko serve karti.wo dono madam chai pe bhi itna baate karti hai ki jaise wo dono dost ho .

Kuch din aise hi chalta raha sejal madam muje ab sirf ek maid k jaise treat karti thi aur kabhi gussa bhi karti thi agar galti hui toh aur jaise surekha madam aate wo dono bedroom lock kar k rahete the aur main har baar dekhti thi wo log bedroom jaane k baad bahar aate waqt dono k chahere k haal alag hote the aur dono bahut khush dikh rahe the.

Ek din sejal madam aur surekha madam bedroom se bahar aaye maine dekha surekha madam ne sejal madam ka dress pahena hua tha wo dono has has kar bahar aaye aur muje chai banane ka order diya main chai leke bahar aayi tabhi surekha madam ne bola mansi yeh lo mere room ki keys ab se tum akele wo ghar pe rahene wali ho muje sejal madam ne yaha rahene bola hai toh ab tum akele waha rahogi aur main bich bich main aati rahungi toh Ghar aache se saaf rakhna .
Maine kaha ji madam aur main baaki k kaam khatam kar k surekha madam k room main chali gayi pura time mere dimag main wohi chal raha tha ki muje yaha bhej Diya aur surekha madam ko ghar pe rahene ki permission de di aur muje yaha bahar chawl mai wo bhi ek maid k ghar main.

Pura din Ghar ka aur office ka kaam kar k main thak gayi thi toh turant neend aa gayi.subah alarm bajte hi aankh khul gayi maine ghar ki safai ki aur ready ho k apne ghar aa gaya maine darwaza khola sejal madam abhi bhi so rahe the main kitchen main nasta banane lagi nasta bana k maine bedroom ka darwaza khola sejal madam ko uthane k liye maine dekha dono ek hi bed par so Rahi hai aur dono ek dusre k game lag k soyi hai aur dono ki bra panty kone main padi hai .
Mera dimag kharab ho gaya aur hairani se dekh raha tha Maine zor se chillaya sejal yeh sab kya hai dono meri aawaz se uthe aur muje saamne dekh kar thode chok Gaye fir surekha madam uthi aur sidha mere pass aakar muje zor se thappad maar diya main girte girte bachi Maine hairani se dekha toh surekha madam boli tu ek maid hai aur maid ko madam pe chillane ka haq nai hai.maine bola main uska husband hu surekha ne haste hue kaha husband tum the ab ek maid ho jab tumne paper sign Kiya uss mian divorce papaer bhi tha aur uss main yeh bhi likha tha ki tumhe aurat k kapade pahenana pasand hai toh ab tum mansi ban gayi ho ek maid .
Main yeh sab sun k hairan ho gaya tabhi sejal mere pass aayi aur boli ab main tumhari wife nai hu tumne hi wo paper sign Kiya tha aur ab hum officially alag ho gaye hai ab main free hu jo chahe kar sakti hu aur ek baat sun lo ab se surekha bhi iss ghar ki malkin hai aur aaj k baad tumhe Bina permission k hamare room main aane ki bhi permission nai hai.hum dono jaise bhi rahe ho bhi kare tumhe hame bolne ki zarurat nai hai warna yeh building aur tumhari office main sab ko pata chal jaayega ki tum kon ho.

Tumne Aaj Jo galti ki hai uski saza milegi tumhe aaj surekha jaha jaha kaam karti hai waha waha tum jaaogi aur sabhi Ghar k kaam karogi jisse tumhe pata chalega ki hamare saamne unchi aawaz main baat karna kitna bhari pad sakta hai.maine mana karne k liye muh khola ki sejal ne bola soch lo agar mana kiya ya kuch bola toh 2 din jaana padega toh Jo bhi bolo soch samaj kar bolna .
Maine kaha ji madam jaisa aap kaho waise hi karungi.sejal ma'am ne bola kaan padkado aur sorry bolo aur surekha se bhi maafi maango maine kaan pakade aur Sejal madam aur surekha madam se maafi maangi dono ne bola jaao maaf Kiya aur nasta lagao hamara hum aate hai fir main kitchen main chali gayi aur soch rahi thi yeh kya din aa gaya hai main apne ghar main ek maid k jaise aur Sejal ne muje chod diya aur main apni maid jo ab meri malkin ban gayi hai uske saamne kaan pakad k maafi maang Rai hu pata nai aur aage kya kya dekhna padega.

To be cont....

10682 Views 2 Comments
Disclaimer

CD Stories is a multilingual open platform. Stories published are generated by writers. The platform has not reviewed, modified, or validated contents and holds no liability regarding content quality or copyright infringements.

Discussion (2)

Anjali21
Anjali21 1 month ago

Include a love interest for Mansi. May be she can get a appy ending

Sejalcd
Sejalcd Author 1 month ago

Ok will try if I can write with that plot

Want to comment? Please Login or Sign Up.
Reading preferences
100%
Home Discover 0 Alerts Writers Login