Spouse · Hindi

Diwali Dift

Completed | Part 1 of 2 | 0 Likes

Part 1

Suno main soch rahi hi diwali ke liye koi saree order kardo, Vidhi ne apne husband Mukesh se kaha.

Mukesh or Vidhi ek simple couple hi. Woh dono Delhi mein rehte hi. Mukesh ki shadi 5 yrs pehle huyi thi. Woh ek IT company mein software developer ki post pe job karta hi. Wahi Vidhi ek school mein teacher hi. Mukesh ke papa gaon mein rehte hi. Lekin Vidhi ke mummy papa delhi mein hi rehte hi. Waise Mukesh ka ek secrete hi jo usne kisi ko nahi bataya. Woh ek crossdresser hi or delhi ane ke phele woh ghar pe crossdressing karta tha. Jab engineering ke liye delhi aaya, yaha VIdhi se mulakat ho gayi or usse shadi ho gayi. Starting mein usko, Mukesh ka maan kiya ki woh vidhi ko sach bata de lekin uski himmat nahi hui. Dhire dhire uski crossdressing feeling next level pe pahuch gayi or Mukesh ne internet ki help se female hormone ke bare mein pata kiya or usko khana start kar diya.

Almost 2 years ho gaye or Mukesh ki body mein thode changes dikhne lage the. Jaise uski skin soft ho gayi thi or chest ka size bhi badh gaya tha. Usne Vidhi ko bola ki uski back mein pain ho raha tha. Vidhi ne oinment laga diya. Lekin woh pain continous chalta raha. Vidhi ek shopping lover or woh physically market se shopping karne mein believe karti hi.

Vidhi ki mummy papa ek joint family mein rehte hai , jaha uski bhabhiya or bhai bhi hi. Ek din Vidhi boli chalo market chalte hi diwali ki shopping karne ke liye. Main bola are yar waise hi hamare pass jayeda option toh hoti nahi. Vidhi boli phir chalo toh market. Hum 3 hours market mein ghumate rahe lekin kuch bhi buy karke nahi aye. Wapas ghar pahuch kar humein khana khaya. Main bola, dekha mardo ke liye jayeda option nahi hote hi ethnic wear mein. Vidhi boli actually mein kuch soch rahi , kya tum kuch different try karna chahte ho this time. Mukesh ne pucha ha kar sakta hu lekin mujhe pasand ana chahiye. Vidhi boli thik hi phir mein dekhti hu.

Kuch din baad mujhe pata laga ki office walo ne work from home karne ko bola hi kyuki traffice bahut jayeda ho gaya hai aajkal festival ki wajah se. Mukesh ne Vidhi ko bataya ki ab new year tak ghar se hi kaam karna hi. Vidhi boli thik hi. Ek din vidhi school se direct apne friends ke sath shopping pe chali gayi. Jab woh evening mein ayi toh boli aaj toh bahut tired ho gaya. Phir Vidhi ne dikhaya ki woh apne liye saree lekar ayi hi. Mukesh bola bahut sundar hi. Phir Vidhi boli main tumhare liye bhi kuch lekar ayi hu or ek box se pink salwar suit nikal kar dikhaya. Mukesh bola are ye ladkiyon ke kapde hi. Main kaise pehn sakta hu. Vidhi boli are tumne hi toh bola tha kuch new try karne ke liye or ab tum mana kar rahe ho. Mukesh bola nahi main ye nahi pehnoga. Tum bhul gayi ho sayad hum tumhari mummy ke ghar bhi jate toh kya main ye sab pehnkar jaoga. Vidhi boli tum ek bar try karo phir dekhte hi. Mukesh ne woh kurta or salwar pehni or bahar vidhi ke samne aya or bola dekh lo. Vidhi boli tum manoge nahi lekin ye kurta bahut acha lag raha hi tum pe. Tum khud batao ki ye comfortable hi kya. Mukesh bola yes. Vidhi boli toh phir final karte hi. Tum diwali pe yahi pehn rahe ho.

Mukesh bola ek baat batao salwar suit to main pehnloga lekin niche kya pehnoga, panjabi juti thik rahegi kya. Vidhi boli nahi yar uske niche toh golden sandal hi ache rahege. Ek kaam karte hi market chalte hi dekh lete hi. Woh log market gaye, waha Vidhi ne female section se 2 inch wali ek golden heel select ki or Mukesh ke size mein buy karli. woh log ghar wapas aa gaye. Mukesh bola ye heel wali sandal mein main chal nahi paoga. Vidhi boli are bekar mein hi paresan ho rahe ho. Abhi time hi toh practice kar lo. Mukesh aab roj ghar mein heel pehn kar rehta. Mukesh ka toh dream pura ho raha lekin woh dikhana nahi chahta tha.

Diwali bhi aa gayi, VIdhi ne Mukesh ko bola dekho aaj tum apni puri body ke hair remove kar do, toh kurta or acha lagega. Mukesh ne waise hi kiya. Jab woh bahar nikal kar aya toh dekha uske kapdo ke sath ek pink panty bhi rakhi hui hi. Usne bina kuch bole woh panty pehn li or phir waki ke kapde or bahar aa gaya. Vidhi boli dekho tum bahut ache lag rahe ho. Vidhi boli as tum wait karo main aati hu. Thodi der mein Vidhi bhi ready ho kar aa gayi or woh log Vidhi ke ghar chale gaye. Jab Mukesh waha pahucha toh usko toh saram aa rahi thi lekin kisis ne kuch nahi bola. Bas bhabhi boli jijaji apka kurta bahut acha lag raha hi. Woh log wapas apne ghar aa gaye. Vidhi boli dekh liya meri family mein kisi ne kuch nahi kaha even bhabhi ne tumhari tarrif ki. Vidhi boli sach batao toh tumhe apni feminine side ko bahar nikalna chahiye. Mukesh ne pucha woh kaise or kya tum mujhe support karogi. Vidhi boli bilkul karogi.

Next day Vidhi boli sabse phele tumhe apni body ka khayal rakhna hoga. Dekho tumhari body pe abhi koi bhi hair nahi hi toh bahut achi lag rahi hi. Ab isko aise hi maintain karna. Roj nahane ke baad puri body mein moistureizer lagana or sone ke phele face mein bhi lagana. Kuch dino tak same routine follow karne ke baad, Vidhi boli kal main beauty parlour jaogi toh tum bhi chalna. Mukesh bola thik hi. Next day Vidhi parlour gayi kyuki ye ek unisex salon tha or mukesh ko entry mil gayi. Vidhi ne sabse phele Mukesh ki eyebrow ko trim karwaya or phir usko manicure or padicure bhi karwa diya. Uske nail ki length thodi increase karwa di or usko nude nailpaints se cover kar diya. Phir woh log wapas aa gaye. Ghar pahuch kar Vidhi ne pucha dekho ab tumhare hands kitne sundar or ache lag rahe hi. Mukesh ne pucha ye tumne mere nails ki lenght kyu increase karwa di. Mujhe problem ho rahi hi. Vidhi boli are ek din mein adat ho jayegi. Mere nails dekho tumse bhi long hi. Vidhi ne Mukesh ki eyebrow bhi set karwai thi lekin woh eyeglasses pehnta tha toh eyebrow usse cover ho rahi thi. Vidhi boli tum na contact lens use kiya karo, chasma acha nahi lagta. Next woh log eye lens lene ke liye gaye, jiski validty year ki thi. Vidhi ne woh buy kar liye. Ghar pahuch jab mukesh ne woh lens lagaye toh usko acha lag raha tha. Tabhi usne notice ki uski eyebrow bahut patli ho gayi hi ek dum Vidhi ki tarah. Isse phele mukesh kuch bolta, Vidhi boli dekho ab tumhara face phele se kafi different lag raha tha.

Ab Mukesh apni body pe focus karne laga tha or usko maintain karta tha. Vidhi ne uski sare t-shirt, female t-shirt se replace kar di or uski vest ki jagah chemisole rakh diya tha. Mukesh woh sab enjoy karne laga tha. Ek din Vidhi boli kal hum market chalte hi bahut dino se nahi gaye. Mukesh bola thik hi. Vidhi ne uske liye ek new jeans nikali or boli aaj ye try karo. Mukesh bola lekin ye toh bahut small lag rahi hi. Vidhi boli try toh karo. Mukesh ne woh pehni or woh jeans Mukesh ke hips pe bilkul fit ayi. Vidhi boli dekho kitni achi jeans hi ye. Vidhi boli lekin ye jeans mein bas ek problem hi, iski pocket bahut small hi toh tumhara mobile nahi ayega. Mukesh ne pucha phir main apna purse or mobile kaha rakhoga. Vidhi boli ruko or apni almira se apna ek purse nikala or boli ismein rakh lo. Mukesh bola lekin ye toh ladkiyon ka hi. Vidhi boli are unisex hi. Chalo ab ismein apna rakho. Mukesh ne saman rakh liya. Mukesh ne pucha ab chale kya, vidhi boli tum ka pehne wale ho foot mein. Mukesh bola apne sports shoes. Vidhi boli ne flat belly uski taraf karte huye boli ye try karo. Mukesh ne woh pehn liya. Phir Vidhi ne mukesh ke lip pe color lip balm gayai or bola jab lip dry ho toh laga lena. Mukesh ne pucha lekin ye bag ko main hang kaise karo. Vidhi boli ruko main dikhati hu, Vidhi ne mukesh ke ek hand mein bag dala or thoda hand fold kiya or boli aise. Mukesh bola thik hi. Woh log auto main baith kar market aa gaye. Market mein bahut crowd thi. Waise toh mukesh khud ladki banna chahta tha lekin aaj jab real mein ladki ki tarah bana toh usko saram aa rahi thi.

Mukesh bola Vidhi mujhe aisa kyu lag raha hi jaise sabhi log mujhe dekh rahe hi. Vidhi boli are Mansi, logo ko ignore karo koi tumhe nahi dekh raha hi. Phir woh bola mera naam Mukesh hi Mansi nahi. Vidhi boli sorry woh main bhool gayi. Phir woh ek vendors ke pass gayi. or waha se kuch bangles liye or Mukesh ko try karne ko kaha. Mukesh ne woh pehn liye. Vidhi boli ache lag rahe hi or unko buy kar liya. Phir Vidhi ne market se kuch set bra or panty ke buy kiye or last mein Vidhi boli ek kaam hi meri friend ka call aya tha uske size ki sandals lena hi or tumhara or uska size same hi toh please try karo. Mukesh ne kafi sandal try kiye or finally ek 3 inch ki heel buy kar li. Vidhi boli chalo aaj kuch khata khate hi . Mukesh bola tum janti ho mujhe khatta pasand nahi, Vidhi boli ek bar try toh karo. Phir unlogo ne golgappe khaye or wapas ghar aa gaye. Vidhi ne pucha or batao kaisa raha 1st trip market ka. Mukesh bola bahut hi exciting tha. Main phir se try karoga.

80 Views 0 Comments
Disclaimer

CD Stories is a multilingual open platform. Stories published are generated by writers. The platform has not reviewed, modified, or validated contents and holds no liability regarding content quality or copyright infringements.

Discussion (0)

No comments shared yet. Be the first to share your thoughts!
Want to comment? Please Login or Sign Up.
Reading preferences
100%
Home Discover 0 Alerts Writers Login